Main Dhoondne Ko
Arijit Singh Lyrics


Jump to: Overall Meaning ↴  Line by Line Meaning ↴

Aa Ha..Aa..Ha..
Aa Ha..Aa...

Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla

Aa..Aa..Ha..Aa..Ha..
Aa..Ha..Aa...

Jiss Ke Aane Se
Muqammal Ho Gayi Thi Zindagi
Dastakein Khushiyon Ne Di Thi,
Mit Gayi Thi Har Kami
Kyun Bewajah Di Yeh Saza
Kyun Khwaab De Ke Woh Le Gayaa
Jiyein Jo Hum Lage Sitam
Azaab Aise Woh De Gayaa
Main Dhoondne Ko
Uske Dil Mein Jo Khuda Nikla
Main Dhoondne Ko
Uske Dil Mein Jo Khuda Nikla
Pataa Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Pataa Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla Aa...

Aa Ha..Aa..Aaha..
Aaha..Aa...

Dhoondta Tha Ek Pal Mein
Dil Jise Ye Sau Dafaa
Hai Subah Naraaz Us
Bin Roothi Shaame Din Khafa
Woh Aayein Na, Le Jaayein Na
Haan Uski Yaadein Jo Hai Yahaan
Na Raasta, Na Kuchh Pataa
Main Usko Dhoondhunga Ab Kahaan
Main Dhoondne Jo Kabhi
Jeene Ki Wajah Nikla
Main Dhoondne Jo Kabhi
Jeene Ki Wajah Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla Aa..

Aa...O...Aa....




Woah.....
Hey Aye Ayee Ye...

Overall Meaning

In the song, "Main Dhoondne Ko," Arijit Singh sings about a person who looks for love and loyalty in the world but finds betrayal instead. The lyrics reveal the singer's disappointment and hurt when their search for love leads them to someone who is deceitful, which shatters their heart. The song reflects the universal experience of feeling damaged and lost, longing for someone who understands and loves them for who they are, but having to confront the harsh reality that genuine love can be challenging to find.


The song opens with a mellow beat and a chorus of "Aa Ha..Aa..Ha," that sets the tone for the mournful lyrics that follow. Then Arijit Singh's soulful voice comes in, and he sings that he has been looking for love in the world but finds betrayal instead, discovering that the person he thought loved him was playing games with his heart. The lyrics show that he is surprised and hurt by this and that he wishes he could change the outcome.


In the second verse, the singer sings about finding comfort in someone who suddenly disappeared, leaving him feeling lost and alone again. The lyrics highlight how easy it is to feel hurt and betrayed by someone who we thought loved us, and it shows how these feelings can lead to a relentless search for love and validation.


Line by Line Meaning

Main Dhoondne Ko
I was searching


Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
When love was revealed in the world


Pata Chala Ke Galat Leke
Realized that, with me, it was wrong


Main Pata Nikla
I found out


Jiss Ke Aane Se
With whom coming


Muqammal Ho Gayi Thi Zindagi
Life was completed


Dastakein Khushiyon Ne Di Thi,
Touches of happiness were given


Mit Gayi Thi Har Kami
Every flaw was erased


Kyun Bewajah Di Yeh Saza
Why did this punishment come without reason?


Kyun Khwaab De Ke Woh Le Gayaa
Why did he took away my dreams?


Jiyein Jo Hum Lage Sitam
When we endured the atrocities


Azaab Aise Woh De Gayaa
He gave us such torment


Uske Dil Mein Jo Khuda Nikla
In his heart, God was revealed


Dhoondta Tha Ek Pal Mein
In just a moment, I was searching


Dil Jise Ye Sau Dafaa
One whom my heart rejected hundreds of times


Hai Subah Naraaz Us
Mornings are mad at me


Bin Roothi Shaame Din Khafa
Without warmth or happiness


Woh Aayein Na, Le Jaayein Na
He never came, never took away


Haan Uski Yaadein Jo Hai Yahaan
But his memories are here


Na Raasta, Na Kuchh Pataa
No path, no understanding


Main Usko Dhoondhunga Ab Kahaan
Where do I search for him now?


Main Dhoondne Jo Kabhi
I searched for the reason to live


Jeene Ki Wajah Nikla
And found out the reason behind it




Lyrics © null

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
To comment on or correct specific content, highlight it

Genre not found
Artist not found
Album not found
Song not found
Most interesting comment from YouTube:

@arijitsoulfullvoice3280

A- Aayat
B- Binte dil
C- Channa Mereya
D- Desh mere
E- Enna sona
F- First class
G- Gerua
H- Hawayein
I- Ishq mubarak
J- Jaan nisar
K- Khaamoshiyaan
L- Lal ishq
M- Muskurane
N- Naina
O- Oo sathi
P- Pal pal dil k pass
Q- Qaafirana
R- Roke na ruke naina
S- Shayad
T- Tum hi ho
U- Uska hu uska hi bnana
V- Ve mahi
W- Wafa ne wafai
Y- Yaad hai na
Z- Zalima



All comments from YouTube:

@sapnasingh0117

Arijit singh fans pls one like........ I love this song.......or koi h jo abhi bhi is ganne ko sun ra h

@ranaanandsingh8565

Mai hu

@heartfulshayariii2354

me

@pintumanna5210

Me

@vikrantparjapat5861

Yas

@chintusingh3357

Main

277 More Replies...

@Sumaiyashimu-vl8dv

kabhi kabhi pyar us insaan se ho jata hai jisse milna hamari kismat main na hi hota😭😭😭

@hashamahmad9143

Mere sath bhi esa he hoa he😢😥😭 wo mere ghr men he he lakin phir bhi nhi mil skta

@bikashdas7715

Right bro 💔😢😢😢

@veerandrakumar8086

Kabhi kabhi , mujhe to lagta hai ki sacha pyaar hamesha ussi shakhs se hota hai jo nahi humari kismat mein aur nahi humare jivan mein hota hai

More Comments

More Versions