No Need
aleemrk Lyrics


Jump to: Overall Meaning ↴  Line by Line Meaning ↴

Tu mere paas mujhe chahiye kiya aur?
Thak gaya hu dekh ke ye paise ka daur
Kasam se jab se ye meethi zaban kari
Dekh raha in bacho kee aankho me chaur
Aleem meri jaan me akela para hu koi
Sunta nahi kese ab guzregi raat
Ye us shaqs se tanhai ke baare me pooche
Samandar kee lehro se karta hai jo baat
Mere aks ne bataya tu aur chote khaega
Abhi tere ye zakham gehre nahi hai
Mene dekhi hai duniya me jhoot
Nahi bol raha ek
Shaqs nahi yaha jis kะต 2 chehre nahi hai
Agar karta hai bharosa to baat meri maan
Agar nahi to ะตk or mauqa de unko jaan
Unko bol mere raste me pathar hee pathar hai
Dekhega tu bhi badalte insaan
Ye baat sach ke me khush nahi hu
Mere aas paas ghoom mat me kuch nahi hu
Mujh se rishte nibhaata nahi koi bhi insaan
Kyun ke rishte ke sath sath me dukh kahee du
Aankhe batati hai tum nahi batate ho
Parhta hu teri ye aankhe tabhee
See how they portray me duniya ke aage
Tu jaanti hai na wese to na the kabhi
Mujhe mat bata kon kare baat mere kal kee
Me chal chuka itna ke sab kee ab jalti
Wo pooche ye duniya jaza ya saza hai?
Me kehta ye duniya dawa mere dard ke
Doosre sikhaate nahi tum kyu sikhaate ho in
Sab kee shayad mujh se hatti tabhee
Me kya karu jo khayal hote band nahi ke
Tu ne bhi marna hai kabhi na kabhi
Khudgarzi mujhe leke doobe
Khud galti, saza doosre kyu le?
Chup karti nahi ye aankhe meri
Mat bata sab ko hum kitne toote
Mat bata sab ko hum pyaar ke bhooke
Doobe jo aankho me phir girenge
Nahi pata kab kaha kese kidhar
Likin aaj nahi to kal hum phir milenge
Hum phir dikhenge tujhe aasro pe
Tum bhi to kabhi mere khaas hoge
Zindagi maut ka waada nahi karta iraada
To kar tere sath hee honge
Tujhe yaad hee honge mere qisse chaar
And i don't even know ke tu kis par tha
Pehchano mujhe nahi hu un me se mein
Jo kotahiyon ko naam de de kismat ka
No Need shuru se ziddi the mindset
Hee aisa ke No Need




Khud me hee magan hai parwah nahi kisi kee
No Need

Overall Meaning

The lyrics of Aleemrk's song "No Need" reflect themes of disillusionment, loneliness, and the struggle to find genuine connections in a world full of deception and materialism. The singer expresses exhaustion from the constant pursuit of money and observes the empty gaze of children caught up in the cycle of materialistic desires. The lyrics also touch upon the singer's isolation and their yearning for someone to listen and understand their pain. The reference to speaking to the waves of the sea suggests a desire for solace and a listener who will truly hear their thoughts. The singer acknowledges the dual nature of people, emphasizing the importance of trust and warning against those who have hidden motives.


The lyrics convey a sense of dissatisfaction with the world, highlighting the prevalence of lies and insincerity. The singer asserts their integrity, stating that they never utter falsehoods and that they do not possess two-faced qualities. They urge the listener to trust and recognize their authenticity. The singer also reveals their vulnerability, expressing their unhappiness and loneliness while cautioning others not to be part of their melancholic world. The lyrics further emphasize the unspoken communication through the singer's eyes, implying that their true emotions are conveyed through their gaze rather than explicit words. The singer laments the judgment and portrayal they face from the world but underlines their transformation and growth, suggesting they have progressed beyond societal expectations.


Line by Line Meaning

Tu mere paas mujhe chahiye kiya aur?
Do you need anything from me anymore?


Thak gaya hu dekh ke ye paise ka daur
I'm exhausted seeing this cycle of money


Kasam se jab se ye meethi zaban kari
I've been speaking honestly since a long time


Dekh raha in bacho kee aankho me chaur
I see greed in the eyes of these children


Aleem meri jaan me akela para hu koi
Aleem, my dear, I'm alone in my life


Sunta nahi kese ab guzregi raat
No one listens, how will the night pass?


Ye us shaqs se tanhai ke baare me pooche
Ask that person about the loneliness


Samandar kee lehro se karta hai jo baat
He talks with the waves of the ocean


Mere aks ne bataya tu aur chote khaega
My reflection revealed that you'll eat more and grow


Abhi tere ye zakham gehre nahi hai
Your wounds are not deep yet


Mene dekhi hai duniya me jhoot
I have seen lies in the world


Nahi bol raha ek
I'm not saying it's just one


Shaqs nahi yaha jis kะต 2 chehre nahi hai
Here, there's no person without two faces


Agar karta hai bharosa to baat meri maan
If you trust me, then listen to me


Agar nahi to ะตk or mauqa de unko jaan
If not, then give them another chance, my dear


Unko bol mere raste me pathar hee pathar hai
Tell them that my path is full of obstacles


Dekhega tu bhi badalte insaan
You will also witness changing humans


Ye baat sach ke me khush nahi hu
This is true, but I'm not happy


Mere aas paas ghoom mat me kuch nahi hu
Don't wander around me, I'm nothing


Mujh se rishte nibhaata nahi koi bhi insaan
No one, not even humans, maintains relationships with me


Kyun ke rishte ke sath sath me dukh kahee du
Because along with relationships, I also bring pain


Aankhe batati hai tum nahi batate ho
Eyes express, you don't say


Parhta hu teri ye aankhe tabhee
I read your eyes then only


See how they portray me duniya ke aage
See how they depict me in front of the world


Tu jaanti hai na wese to na the kabhi
You know I was never like that


Mujhe mat bata kon kare baat mere kal kee
Don't tell me who talks about my past


Me chal chuka itna ke sab kee ab jalti
I have progressed so much that it burns everyone now


Wo pooche ye duniya jaza ya saza hai?
They ask if this world is a reward or punishment?


Me kehta ye duniya dawa mere dard ke
I say this world is a medicine for my pain


Doosre sikhaate nahi tum kyu sikhaate ho in
You don't teach others, then why do you teach me?


Sab kee shayad mujh se hatti tabhee
Maybe everyone has a problem with me then


Me kya karu jo khayal hote band nahi ke
What should I do when thoughts just won't stop?


Tu ne bhi marna hai kabhi na kabhi
You also have to die someday


Khudgarzi mujhe leke doobe
Selfishness drowns me


Khud galti, saza doosre kyu le?
My own mistake, why should others be punished?


Chup karti nahi ye aankhe meri
My eyes can't stay silent


Mat bata sab ko hum kitne toote
Don't tell everyone how broken we are


Mat bata sab ko hum pyaar ke bhooke
Don't tell everyone how starved we are for love


Doobe jo aankho me phir girenge
Those who drown in their eyes will fall again


Nahi pata kab kaha kese kidhar
Don't know when, where, how, or where


Likin aaj nahi to kal hum phir milenge
But if not today, then we'll meet again tomorrow


Hum phir dikhenge tujhe aasro pe
We'll meet again in the shelters


Tum bhi to kabhi mere khaas hoge
You were also once special to me


Zindagi maut ka waada nahi karta iraada
Life doesn't promise death, it only intends


To kar tere sath hee honge
So let's be together


Tujhe yaad hee honge mere qisse chaar
You will surely remember my four stories


And i don't even know ke tu kis par tha
And I don't even know whom you belonged to


Pehchano mujhe nahi hu un me se mein
Recognize me, I'm not one of them


Jo kotahiyon ko naam de de kismat ka
Who give the name of fate to their shortcomings


No Need shuru se ziddi the mindset
No Need, from the beginning, had a stubborn mindset


Hee aisa ke No Need
In such a way that No Need


Khud me hee magan hai parwah nahi kisi kee
Is content within itself, doesn't care about anyone else


No Need
No Need




Lyrics ยฉ O/B/O APRA AMCOS
Written by: KAMAL KAPADIA

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
To comment on or correct specific content, highlight it

Genre not found
Artist not found
Album not found
Song not found
Most interesting comment from YouTube:

@syedfahad7925

Lyrics:
Tu mere paas mujhe chahiye kiya aur ?
Thak gaya hu dekh ke ye paise ka daur
Kasam se jab se ye meethi zaban kari
Dekh raha in bacho kee aankho me chaur

Aleem meri jaan me akela para hu koi sunta nahi kese ab guzregi raat
Ye us shaqs se tanhai ke baare me pooche
Samandar kee lehro se karta hai jo baat

Mere aks ne bataya tu aur chote khaega abhi tere ye zakham gehre nahi hai
Mene dekhi hai duniya me jhoot nahi bol raha ek shaqs nahi yaha jis ke 2 chehre nahi hai

Agar karta hai bharosa to baat meri maan
Agar nahi to ek or mauqa de unko jaan
Unko bol mere raste me pathar hee pathar hai
Dekhega tu bhi badalte insaan

Ye baat sach ke me khush nahi hu
Mere aas paas ghoom mat me kuch nahi hu
Mujh se rishte nibhaata nahi koi bhi insaan
Kyun ke rishte ke sath sath me dukh kahee du

Aankhe batati hai tum nahi batate ho parhta hu teri ye aankhe tabhee
See how they portray me duniya ke aage
tu jaanti hai na wese to na the kabhi

Mujhe mat bata kon kare baat mere kal kee
Me chal chuka itna ke sab kee ab jalti
Wo pooche ye duniya jaza ya saza hai?
Me kehta ye duniya dawa mere dard ke

Doosre sikhaate nahi tum kyu sikhaate ho in sab kee shayad mujh se hatti tabhee
Me kya karu jo khayal hote band nahi ke tu ne bhi marna hai kabhi na kabhi

Khudgarzi mujhe leke doobe
Khud galti , saza doosre kyu le?
Chup karti nahi ye aankhe meri
Mat bata sab ko hum kitne toote

Mat bata sab ko hum pyaar ke bhooke
Doobe jo aankho me phir girenge
Nahi pata kab kaha kese kidhar
Likin aaj nahi to kal hum phir milenge.

Hum phir dikhenge tujhe aasro pe
tum bhi to kabhi mere khaas hoge
Zindagi maut ka waada nahi karta iraada to kar tere sath hee honge

Tujhe yaad hee honge mere qisse chaar
And i dont even know ke tu kis par tha
Pehchano mujhe nahi hu un me se mein jo kotahiyon ko naam de de
kismat ka

No Need shuru se ziddi the mindset hee aisa ke No Need
Khud me hee magan hai parwah nahi kisi kee
No Need



All comments from YouTube:

@umairmusicxx

no needddddd

@ayanahmad559

yesss no neeedddddd

@athaxva

๐Ÿ”ฅ ๐Ÿ”ฅ ๐Ÿ”ฅ

@charlie-yn3mf

Much needed

@MxMusic.

areyy sirrr

@jdmlover1352

โค

68 More Replies...

@fayzanrj

โ€œEk shaks nahi jiske yahan 2 chehre nahi haiโ€, he is just stating facts ๐Ÿ’ฏ

@smoking_00X

Taimour ke new track me bhi yahi line use hai ๐Ÿ’›

@inamkhan2670

๐Ÿ‘๐Ÿฟ

@Muhammadbilal-pc7ic

๐Ÿ‘

More Comments

More Versions